Source : Piyaz Kat Lein Allu Chote Cubes Main Cut Kar Lein Hara Dhanya Podena Hari Mirch Bhi Kat Kar Rakh Leinbesan Main Tamam Dry Masale Add Kar Lein Aur Pa...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Afshan Tabassum
at : January 14, 2026
Step:
Piyaz kat lein, allu chote cubes main cut kar lein, hara dhanya, podena, hari mirch bhi kat kar rakh lein
Besan main tamam dry masale add kar lein aur pani sy thick better ready kar lein
Aub besan main piyaz,allu, hara dhanya, podena, hari mirch dal kar ache sy mix kar lein
Aub karahi main oil garam krein aur pakore fry kar lein mazedar crispy pakore ready hain hari chatti ke sath enjoy krein