Source : Allu Gol Cut Kar Ke Pani Main Bhigo Kar Rakh Leinaub Oil Garam Krein Us Main Gol Mirch Kalonji Sabit Dhanya Sonf Rai Methi Dana Dal Kar Karkarain Ph...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Afshan Tabassum
at : November 6, 2026
Step:
Allu gol cut kar ke pani main bhigo kar rakh lein
Aub oil garam krein us main gol mirch, kalonji, sabit dhanya, sonf rai, methi dana dal kar karkarain phir chopped onion add krein sath hi ginger garlic paste add kar dein onion ka colour change na ho phir tomato add krein aur soft kar lein
Tomato soft ho jaye tu kutti lal mirch, haldi, salt add krein aur allu bhi add kar ke ache sy bhon lein 1/2 cup pani add kar ke allu gala lein phir kasori meethi, hari mirch, bhona pesa zara add kar ke 5 min dam laga dein ready hai