Lahsan ki chutni

Source : Lahsan Ko Cheel Kar Chop Kar Lain Fine Chop Ab Pan Main Mustard Oil Dalain Aur Garam Krain Garam Ho Jaey To Lahsan Salt Chilli Dal Kar Achi Tra Paka L...

PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings

Sent by

at : June 12, 2026

Step:

  1. Lahsan ko cheel kar chop kar lain. Fine chop.

  2. Ab pan main mustard oil dalain aur garam krain. Garam ho jaey to lahsan salt chilli dal kar achi tra paka lain.

  3. Yea colour change kar kay yello ho jaey ga, isko jalana nae bus oil achi tra puk jaey. Kucha na rhay.

  4. Baisan ki roti kay sath yea chutni bht lazeez lagti hay.


Ingredients

  1. 2 guthi lahsan
  2. 3 Tbs mustard oil
  3. Pinch salt
  4. Pinch red chilli

Related Recipes

Apple Pie

Apple Pie

Chicken bread

Chicken bread

Curry potatoes

Curry potatoes

Shahi mash ki daal raita roti aur salad

Shahi mash ki daal raita roti aur salad

Fried bread sticks

Fried bread sticks

Kofta shashlik

Kofta shashlik

Haleem

Haleem

Mash ki daal

Mash ki daal