Sheer khorma

Source : Ghee Garam Kar Ke Safeed Elachi Dal Kar Karkarain Phir Saweyan Tor Kar Fry Kar Lein 3 Min Ke Liye Phir Flem Off Kar Ke Side Kar Deinaub Dhood Boil Krein...

PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings

Sent by

at : May 24, 2026

Step:

  1. Ghee garam kar ke safeed elachi dal kar karkarain phir saweyan tor kar fry kar lein 3 min ke liye phir flem off kar ke side kar dein

  2. Aub dhood boil krein us main saweyan add krein aur slow flame par pakain 10 min tak

  3. Phir sugur add krein pakain 5 min baad khoya badam, piste, khajur add kar ke pakain

  4. Jab ache sy pak jaye aur thick ho jaye tu flem off kar dein dish out kar ke piste badam sy garnishing krein aur thanda kar ke serve kar dein


Ingredients

  1. 1 &1/2 liter milk
  2. 1/2 cup khoya
  3. 1 cup sugur
  4. Pista as required
  5. Badam as required
  6. 4 safeed elachi
  7. 1 cup saweyan
  8. 2 tbap ghee
  9. 5 khajur

Related Recipes

Arvi Gosht

Arvi Gosht

Keema Allu

Keema Allu

Besan ke ladoo

Besan ke ladoo

Chicken Korma

Chicken Korma

Motichur kheer parfait / fusion dessert

Motichur kheer parfait / fusion dessert

Hariyali paneer

Hariyali paneer

Sheer khorma

Sheer khorma

Tricolor sandwich

Tricolor sandwich