Source : Pasta Ko Boiling Water Main Daal Kar 8 - 10 Minutes Boil Kar Lain Boneless Chicken Ko Half An Hour Kay Leay Marinate Honay Rukh Dain Ab Pan Main Oil D...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Umbreen Musa
at : November 7, 2025
Step:
Pasta ko boiling water main daal kar 8 - 10 minutes boil kar lain.
Boneless chicken ko half an hour kay leay marinate honay rukh dain.
Ab pan main oil daal kar chicken ko paka lain.
Chicken puk jaey to vegetables and mushroom add kar kay aag bund kar dain.
Daighchi main oil aur maida kar 2 minutes paka lain.
Ab milk add kar kay achi tra mix kar lain.
Namak, kali mirch aur white pepper add krain. Phir cream add krain mix krain. Phir cheese add kar kay achi tra mix kar lain.
Ab boiled pasta add kar kay mix krain.
Pasta ko dish out kar kay vegetables mix chicken say garnish kar dain.