Mash ki dal

Source : Dal Ko 1 Hour Ke Liye Saf Kar Ke Bhigo Dein1 Hour Baad Pani Sy Dobara Wash Krein Aur Etna Pani Dalein Ke Dal Boil Ho Jaye Flem On Krein Aur Dal Pakne Ra...

PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings

Sent by

at : October 1, 2026

Step:

  1. Dal ko 1 hour ke liye saf kar ke bhigo dein

  2. 1 hour baad pani sy dobara wash krein aur etna pani dalein ke dal boil ho jaye flem on krein aur dal pakne rakh dein darmiyani anch par jab boil ae ga tu dal ke oper safeed jhag a jaye ga us ko nikal dein aur slow flame par dal ko 90% done kar ke flame of kar dein aur jo pani bacha hai dal main wo chan kar dal alag rakh lein

  3. Oil thora zada dalta hai is dal main tab hi maze ki banti hai baki apki marzi hai jitna oil pasund hai utna hi dalein

  4. Aub oil garam krein aur slices onion add krein jab piyaz gulabi hone lage tu chopped garlic & green chilies bech sy cut laga kar add kar dein aur jab onion, garlic, green chilies ka colour golden ho jaye tu boil dal add krein sath hu salt, kutti lal mirch add kar ke ache sy 5 min bhon lein phir halka sa pani ka chenta de kar lambai main kata adrak, chopped hara dhanya add kar ke miix krein aur flem slow kar ke 10 ke liye dam laga dein mazedar dal ready hai


Ingredients

  1. 1 cup mash ki dal
  2. 2 onion slice
  3. 1 tbsp ginger lambi main cut
  4. 1 tbsp garlic chopped
  5. 8 green chilies
  6. 1/2 bunch hara dhanya
  7. 1 1/2 tsp salt
  8. 1 tbsp kutti lal mirch
  9. 1/2 cup oil

Related Recipes

Beef Burger simple

Beef Burger simple

Pita bread with mince filling

Pita bread with mince filling

Dhaba style punjabi jeera aloo

Dhaba style punjabi jeera aloo

Murghi Masala

Murghi Masala

Allu ki karahi

Allu ki karahi

Allu ki tarkari

Allu ki tarkari

Anday Cholay gravy

Anday Cholay gravy

Hyderabadi chicken biryani

Hyderabadi chicken biryani