Maida and wheatflour mein room temp. wala butter mix karke chilli flex and garlic powder add karein and thande pani se dough bana do and 10mins rest do, bhakri jaisa dough bana do.
Ab pan mein oil rakh ke all vegetables wash karke chopper mein chop karein paneer mix karke fir se chop karlo and saute karo add garam masala and salt, dhaniachopp karke mix kar saute karo5-7mins on high flame. Ab dough ko baraber knead karke badi bhakri roll karein and middle mein vegetables. wala stuffing rakhe.