Source : Aaru Dho Kar Kaat Lain Ab 4 Glass Pani Main Aaru Sugar Aur Salt Daal Kar Blend Kar Lain Ab Iss Mixture Ko Strain Kar Lain Aur Jo Aaru Strainer Main Ho...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Umbreen Musa
at : May 7, 2026
Step:
Aaru dho kar kaat lain.
Ab 4 glass pani main aaru, sugar aur salt daal kar blend kar lain.
Ab iss mixture ko strain kar lain aur jo aaru strainer main ho us main 2 glass pani daal kar dubara blend krain. Sath hi ice bhi add kar dain.
Isko dubara strain kar lain aur bottles main daal kar thunda kar lain.