Source : Kuchnaar Ko Boiling Water Main 5 Minutes Boil Kar Lain Aur Chaan Lain Oil Main Onion Ko Golden Brown Kar Lain Gosht Ko Dho Kar Saaf Krain Aur Onion Mai...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Umbreen Musa
at : April 19, 2026
Step:
Kuchnaar ko boiling water main 5 minutes boil kar lain aur chaan lain.
Oil main onion ko golden brown kar lain.
Gosht ko dho kar saaf krain aur onion main daal dain.
Ab salt, chilli, huldi, sukha dhuniya aur tomatoes add kar kay bhon lain.
Achi tra bhon lain to aik glass pani daal kar 10 minutes ka pressure day dain.
Jub gosht half done say zeada soft ho jaey to dahi aur kuchnaar add kar dain.
Ab dhukan day kar medium flame par paka lain. Jub tuk dahi dry ho jaey. Takreeban 20 say 25 minutes lagtay hain. Kuchnaar is ready.