Zarda

Source : Rice Main Choti Elaichi Aur Zarda Colour Add Kar Kay Boil Kar Lain Ab Daigchi Main Sugar Dalain Aur 1/4 Cup Pani Dal Kar Garam Krain Sugar Melt Ho Jaey ...

PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings

Sent by

at : January 15, 2026

Step:

  1. Rice main choti elaichi aur zarda colour add kar kay boil kar lain.

  2. Ab daigchi main sugar dalain aur 1/4 cup pani dal kar garam krain.

  3. Sugar melt ho jaey to sheera bana lain.

  4. Ab iss sheeray main ghee add krain. Aur 2_3 minutes paka lain.

  5. Phir uss sheeray main boiled yellow rice add kar kay mix kar lain.

  6. Isay 15_20 minutes ka dum daina hay.

  7. Aadhay dum kay baad badaam, coconut, raisons aur murabay dal dain.


Ingredients

  1. 2 glass rice saila
  2. 2 glass sugar
  3. 1/2 cup desi ghee
  4. 4 Tbs zarda colour
  5. 4 cardimens
  6. 100 grams almonds
  7. 50 grams coconut
  8. 100 grams raisons
  9. 2 Tbs red muraba
  10. 2 Tbs green muraba

Related Recipes

Daal chawal salad aur taza aalubukharay ka sharbat

Daal chawal salad aur taza aalubukharay ka sharbat

Aam ki meethi chutni

Aam ki meethi chutni

Lemon abarba da lemon zaki

Lemon abarba da lemon zaki

Lemon tsamiya

Lemon tsamiya

20min stir beef stir fry kitchenhuntchallange

20min stir beef stir fry kitchenhuntchallange

Katti kebab

Katti kebab

Potato egg sandwich

Potato egg sandwich

Health drink

Health drink