Daal chawal salad aur taza aalubukharay ka sharbat
Source : Dono Dalon Ko Dho Kar Pressure Cooker Main Daal Dain Salt Chilli Aur Sukha Dhuniya Daal Kar 4 Glass Pani Kay Sath Puknay Rukh Dain 10 Minutes Kay Pres...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Umbreen Musa
at : June 3, 2026
Step:
Dono dalon ko dho kar pressure cooker main daal dain. Salt, chilli aur sukha dhuniya daal kar 4 glass pani kay sath puknay rukh dain.
10 minutes kay pressure kay baad utaar lain.
Half ghee main zeera daal kar turka ready krain aur daal dain.
Rice ko dho kar khulay pani main boil kar lain.
Tmaam vegetables ko dho kar kaat lain aur mix kar lain.
Sharbat kay leay milk shake kay jug main aalubukhara, sugar aur salt kay sath chilled water daal kar achi tra blend kar lain aur strain kar lain.
Khana serve krtay waqt baki ghee main adrak aur sabut mirch ka turka ready kar kay daal dain.