Aub oil garam krein aur slices onion add krein jab piyaz gulabi hone lage tu chopped garlic & green chilies bech sy cut laga kar add kar dein aur jab onion, garlic, green chilies ka colour golden ho jaye tu boil dal add krein sath hu salt, kutti lal mirch add kar ke ache sy 5 min bhon lein phir halka sa pani ka chenta de kar lambai main kata adrak, chopped hara dhanya add kar ke miix krein aur flem slow kar ke 10 ke liye dam laga dein mazedar dal ready hai