Source : Karahi Main Oil Dalain Aur Lahsan Ko Koot Kar Dal Dain Sath Hi Onion Ko Bareek Kaat Kar Dal Dain Jub Onion Soft Ho Jaey To Chicken Add Kar Dain Ab Tom...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Umbreen Musa
at : September 25, 2026
Step:
Karahi main oil dalain aur lahsan ko koot kar dal dain, sath hi onion ko bareek kaat kar dal dain.
Jub onion soft ho jaey to chicken add kar dain.
Ab tomato ko bareek kaat kar, hari mirch ko bareek kaat kar salt,pepper,garam masala, ketchup,chilli garlic sauce aur imlii sauce daal dain. Continuously stir krtay rhain.
Now add water and stir continuously, yahan tuk kay thick sauce bun jaey.
Jub sub vegetables achi tra mix ho jaen aur thori soft ho jaen to chor dain. Noodles ko thora salt daal kar boil kar kay rukha ho ga, ab wo noodles prepared sause main add kar dain.achi tra mix kar lain aur serve kat lain.