Source : Chawal Main Zarda Rung Aur Elaichi Daal Kar Boil Kar Lain Thora Sa Pani Daal Kar Sugar Ko Garam Kar Lain Usmain 5 Long Daal Lain Jub Sugar Melt Ho Jae...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Umbreen Musa
at : September 3, 2026
Step:
Chawal main zarda rung aur elaichi daal kar boil kar lain.
Thora sa pani daal kar sugar ko garam kar lain, usmain 5 long daal lain. Jub sugar melt ho jaey to ghee daal kar paka lain.
Achi tra mix honay par rice daal dain.
Rice aur sheera mix kar kay milk add kar lain.
Puktay huay jub thora milk rah jaey to dum day dain.