Source : Baingan Kaat Kar Oil Main Paka Lain Piyaz Hara Masala Adrak And Lahsan Subko Chopper Main Paste Bna Lain Ab Baingan Main Chopped Masala Aur Namak Mirch...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Umbreen Musa
at : July 6, 2026
Step:
Baingan kaat kar oil main paka lain.
Piyaz, hara masala adrak and lahsan subko chopper main paste bna lain.
Ab baingan main chopped masala aur namak mirch mix kar lain.
Aik glass pani daal kar aik ghanta hulki aag par puknay dain.
Jub oil alug ho jaey to aag bund kar dain.
Roti chawul jiskay sath dil chahay kha suktay hain.