Source : Milk Made Ko Pan Me Gram Kareinthen Add 1 Cup Coconut Malai Ilachi Powder Aur Chalate Huye Ache Se Pakayethen Add Badam Kaju Kismish ...
Sent by Reena Varshney
.. milk made ko pan me gram karein
Then add 1 cup coconut malai , ilachi powder aur chalate huye ache se pakaye
Then add badam, kaju,kismish cut Kar ke add are aur nariyal ka burada, 4 se 5 min pakaye
Serving bowl me dale aur rose syrup sprinkle karein.
... Then rose ki pati se sajaye ke serve cool ya warm aap ki marzi