Source : Sabsay Pehlay Dal Ko Saf Kar Ke Dhoo Kar Bhigo Kar Rakh Dainaab Aik Bartan Mein Oil Garam Kar Ke Piyaz Or Lehsan Fry Karalain Phir Tamatar Or Tamam Mass...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Gull E Shah
at : October 1, 2026
Step:
Sabsay pehlay Dal ko saf Kar ke Dhoo Kar Bhigo kar Rakh Dain
Aab Aik Bartan Mein oil Garam kar ke Piyaz or Lehsan fry karalain phir tamatar or Tamam Massalay Dal Kar Achay say Pakain...
Tamater gal Jain to Adrak paste add kar ke mazeed Kuch dair Pakain..
Aab Dal add Kar ke Bhoon lain.
2 mug Pani Dal Kar dheemi aanch pay Pakain
Aapki Passand ke Mootabiq Dal Tayar hojay to Green chilli, Garam Massala powder, SoOkha Dhaniya powder Dal Kar Achay say mix Karain...
Bowl Mein Nikal Kar Hara Dhaniya, Green chilli, Adrak Dal Kar garnishing karlain...