Source : Onion Ko Chop Kar Kay Oil Mainight Brown Krain Iss Main Ginger Garlic Paste Aur Tomatoes Chop Kar Kay Add Krain Ab Masala Bhon Lain Sath Hi Dahi Aur Ac...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Umbreen Musa
at : June 26, 2026
Step:
Onion ko chop kar kay oil mainight brown krain.
Iss main ginger garlic paste aur tomatoes chop kar kay add krain.
Ab masala bhon lain. Sath hi dahi aur achar masalay ka packet daal dain. Thora sa masala nikal lain, wo baad main dalna hay.
Ab masala bhon jaey to chicken add kar dain
Ab baki masalay main lemon nachor kar green chilli main masala fill kar dain aur chicken main daal dain.
Chicken aisay bhontay puk jaey ga. Mutton ko pani daal kar pakana hota hay. Agar chicken ki juga mutton khana ho to.
Jub chicken oil chor day to flame off kar dain aur handi garma garamserve kar dain.