Source : Flour Main Sugar Salt And Yeast Mix Kar Lain Aur Warm Water Say Knead Kar Lain Half An Hour Ka Rest Day Dain Ab Oil Main Chopped Onion Ko Soft Krain ...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Umbreen Musa
at : June 7, 2026
Step:
Flour main sugar, salt and yeast mix kar lain. Aur warm water say Knead kar lain. Half an hour ka rest day dain.
Ab oil main chopped onion ko soft krain aur chicken kay pieces daal kar paka lain. Salt pepper add kar kay achi tra paka lain.
Dough rise ho jaey to braber kay 6 hissay kar lain.
Har hisay ko tbora spread kar kay chicken ki filling dal dain aur cheese daal kar bund kar kay ball bana lain.
Mould ko aluminium foil laga kar balls set kar lain.
Ab egg ko phaint kar buns pay brush kay sath laga dain aur uper kalonji aur seasame seed daal dain.
Ab pre heated oven main 25 say 30 minutes bake kar lain.