Ab oil ya pani haath par lagakar aaloo ka aameza pheila lien aur center mn 1 say 1 1/2 tsp keema add krien.achi trah keema ko center mn rakhtay huay sb traf say acha sa qeema lock krien.khi say keema bahir nazar nahi ana chyay na koi crack hona chyay.