Source : Ingredients Ko Set Kar Lain Taway Ko Garam Krain Qeema Taway Pay Dalain Qeemay Main Ginger Garlic Paste Salt Pepper Aur Zeera Dalain Aur Bhon Lain Pan...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Umbreen Musa
at : February 23, 2026
Step:
Ingredients ko set kar lain.
Taway ko garam krain.
Qeema taway pay dalain.
Qeemay main ginger garlic paste, salt, pepper aur zeera dalain aur bhon lain.
Pani daal kar bhon lain.
Achi tra chumch chala kar bhontay rhain, jub tuk qeemay ka pani dry na ho jaey.
Ab oil daal kar bhon lain.
Ab tamater ko bareek kaat kar daal dain.
Aur musalsal chumch chala kar bhontay rhain. Yahan tuk kay tamater soft ho kar qeemay main mix ho jaey.
Dry tawa qeema ready hay. Roti kay sath serve krain.