Carrot potatoes cutlets

Source : Carrots Ko Cheel Kar Grate Kar Lain Potatoes Ko Boil Kar Kay Mash Kar Lain Aalu Aur Carrot Ko Mix Krain Sub Masalay Add Krain Aur Achi Tra Mix Kar Lain...

PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings

Sent by

at : January 7, 2026

Step:

  1. Carrots ko cheel kar grate kar lain.

  2. Potatoes ko boil kar kay mash kar lain.

  3. Aalu aur carrot ko mix krain. Sub masalay add krain aur achi tra mix kar lain.

  4. Cutlets bana kar anday crumbs ki coating kar lain.

  5. Pan main oil daal kar garam krain aur cutlets fry kar lain.


Ingredients

  1. 500 grams potato
  2. 2 carrots
  3. 1 onion
  4. Hara masala
  5. 1 tsp salt
  6. 1 tsp red chilli
  7. 1 tsp sabut dhuniya
  8. 1 tsp zeera
  9. Egg for coating
  10. Bread crumbs for coating
  11. Oil for frying

Related Recipes

Masalaydaar noodle

Masalaydaar noodle

Shahi mash ki daal raita roti aur salad

Shahi mash ki daal raita roti aur salad

Baingan kay pakoray

Baingan kay pakoray

Soyayyan kwai

Soyayyan kwai

Masalay wala qeema

Masalay wala qeema

Miyar ganda

Miyar ganda

Gurr walay chawal

Gurr walay chawal

Chicken stew

Chicken stew