Source : Alo Ko Wash Kar Kay Cube Shape Ma Cut Kar Lay Cubed Kia Huwa Aloo Ko Pan Ma Pani Daal Kar Boil Kar Lay Boil Alo Ko Bowl Ma Daal Kar Chaat Masala Ketch...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Tehmina Ameen
at : December 31, 2025
Step:
Alo ko wash kar kay cube shape ma cut kar lay.
Cubed kia huwa aloo ko pan ma pani daal kar boil kar lay.
Boil alo ko bowl ma daal kar, chaat masala, ketchup daal kar achi tarah se mix kar lay.
Achari aloo ko cabbage, onion, sev se garnish kar kay serve karay.