Malmal ke kapre me dahi ko Dal Kar onchi jaga Par tang de ab is ko dosre din istamal Karein is dahi me Lal Mirche namk pisi Kali Mirche Dal Kar paste bana le ab bred silais ke kinare Kat le ab halke Pani see geela Kar ke is me dahi ka paste beech me rakh Kar halke hatho see fold Kar le ab sare isi tarh bana Kar rakh de thori de rest dene ke baad garamoil me tal le or serve Karein enjoy Karein