Oil garam krein curry pata dalein karkarain. 2 min baad red chilli flakes, Tarmiric powder, kalonji, zera sonf, sabit dhanya, salt add krein halka sa pani dal kar bhon lein aur allu dal kar 1 1/2 cup pani add krein zarde ka rang & vinegar add krein aur 30 min ke liye slow flame par pakain