Namak pary

Source : Maidy Mein Salt Ajwain Oil Kalongi Daal Kar Phly Achi Tarha Mix Krain Phr Pani Add Kar Kar Achi Si Thori Hard Dough Bana Lain Aur 15 Mints Ke Liye Co...

PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings

Sent by

at : December 25, 2025

Step:

  1. Maidy mein salt, ajwain,oil, kalongi daal kar phly achi tarha mix krain.

  2. Phr pani add kar kar achi si thori hard dough bana lain. Aur 15 mints ke liye cover kar ke rakh dain.

  3. Phr 2 pairy bana lain bareek roti bail kar namak pary ki tarha cut kar lain aur deep fry kar lain.tea time mein serve krain


Ingredients

  1. 1 cup maida
  2. 3 tbsp oil
  3. Half tsp salt
  4. 2 pinch ajwain
  5. Half tsp kalongi optional
  6. Oil for frying

Related Recipes

Chicken popcorn

Chicken popcorn

Kulfi

Kulfi

Custard

Custard

Layers waly parathy

Layers waly parathy

Mix vegetable with achari salad

Mix vegetable with achari salad

Chane ki daal aur gosht

Chane ki daal aur gosht

Dum ka qeema

Dum ka qeema

Chicken tikka pizza

Chicken tikka pizza