Source : Pateeli Mein Oil Aur Onion Cut Kar Ke Daal Dain Aur Brown Kar Lain Phr Is Beef Aur Saary Masaly Siwae Garam Masala Daal Kar Bhoon Lain Aur 2 Glass Pani...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Rashida Minhaj
at : December 30, 2025
Step:
Pateeli mein oil aur Onion cut kar ke daal dain aur brown kar lain. Phr is beef aur saary masaly siwae garam masala daal kar bhoon lain aur 2 glass pani daal kar beef gulny tak cook kar lain
Chane ki daal 2 hours soak kar ke boil kar lain. Jab beef gul jae to is mein tomato aur garam masala daal kar bhoon lain achi tarha.
Phr is mein chane ki daal aur 1 cup oani daal kar low flame par rakh dsin ke oil opper ajae. Bs ready hain hara dhnaya aur mirch sy gsrnush kar kain.