Source : Sb Sy Phly Chicken Mein Salt Chilli Powder Ginger Garlic Paste Daalain Pher Is Mein Chilli Sauce Soya Sauce Sirka Daal Kar Achi Tarha Mix Kar Lain Au...
Sent by Rashida Minhaj
Sb sy phly chicken mein salt, chilli powder ginger garlic paste daalain
Pher is mein chilli sauce,soya sauce,sirka, daal kar achi tarha mix kar lain aur 2 hours ke liye marinate kar lain.
Phr maidy mein thora salt dalain aur mix kar lain phr chicken ko is mein coat kar lain.
Jab saari chicken coat ho jae to os ke sauce mein chicken phr dip kar ke phr coat kar lain.
Oil garam kar ke Phr deep fry kar lain golden brown hony par nikaal lain aur serve krain.
Chilli mayo ke ssth serve krain