Chicken karahi with garlic naan (homemade)

Source : Sub Sy Pehle Ek Karahi Main Oil Garam Krein Us Main Chicken Add Krein Sath Hi Ginger Garlic Paste Amp Salt Add Kar Ke Chicken Ko Golden Brown Kar Lein...

PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings

Sent by

at : December 19, 2025

Step:

  1. Sub sy pehle ek karahi main oil garam krein us main chicken add krein sath hi ginger garlic paste & salt add kar ke chicken ko golden brown kar lein phir chicken ko oil sy nikal kar side kar dein

  2. Aub bache hoe oil main chopped tomato add krein aur cover kar dein take tomato soft ho jaye

  3. Jab Tamatar soft ho jain tu chicken add krein sath hi yogurt add krein kutti lal mirch, bhona kutta zera add krein aur etna pakain ke Tamatar aur dahi ka pani dry ho jaye

  4. Aub chat masala, sugur add krein aur bhonai krein bhone bhone main hi chicken gal jaye ga

  5. Jab chicken gal jaye aur oil alag ho jaye tu Julian ginger, green chilies, padena cut kar ke dalein aur 2 min ke liye dam laga dein garam garam naan ke sath enjoy krein


Ingredients

  1. 1 kg chicken
  2. 3 tbsp ginger garlic paste
  3. 5 Tomato
  4. 1 cup yuguort
  5. 1/2 cup oil
  6. 1 tbsp kutti lal mirch
  7. 1 tsp salt
  8. 1 tsp chat masala
  9. 1/2 tsp sugur
  10. 1 tbsp bhona kutta zera
  11. 6 green chilies
  12. 1 tbsp ginger Julian cut
  13. 8 mint leaves

Related Recipes

Palak ke pakoray

Palak ke pakoray

Anday ki karahi

Anday ki karahi

Rasmalai

Rasmalai

Moori bhel

Moori bhel

Chicken karahi with garlic naan homemade

Chicken karahi with garlic naan homemade

Pita bread with mince filling

Pita bread with mince filling

Naan Khatai

Naan Khatai

Chocolate vanilla cake

Chocolate vanilla cake