Source : Pyaz Brown Karein And G G Paste Add Karein Qeema Bhi Add Karein Aloo Methi Ko Saf Kar Ke Wash Kar Ken Matar Bhi Cheel Kar Tyyar Kar Lein Qeema Bhon Jae...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Mumtaz Ramzan
at : November 14, 2026
Step:
Pyaz brown karein and g g paste add karein qeema bhi add karein aloo methi ko saf kar ke wash kar ken matar bhi cheel kar tyyar kar lein
Qeema bhon jaey tou baqi masale shamil karein
Masala bhon jaey tou galne ka pani shamilnkrden
Jub qeema gal jaey tou methi matar tamatar and aloo shamilkarke bhon lein
Jub aloo gal jaey tou hari mirch. Haradhanya dal kar utar lein