Source : Doodh Garamkarain Jab Ubaal Anay Lgay Tou Lemu Ka Rus Dal Kar Hilain 5 Mint Pakne Dain Takay Doodh Achi Trah Phat Jaye 10 Mint Thanda Honay Dain Is...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Ñôôri Màlîk
at : September 7, 2026
Step:
Doodh garamkarain jab ubaal anay lgay tou lemu ka rus dal kar hilain.. 5 mint pakne dain takay doodh achi trah phat jaye. 10 mint thanda honay dain...
Is dooran cheeni aur pani pan mein dal,kar paka lain ke sheera tayyar hojaye..
Ab phate doodh ko malmal ke kapre dal kar upper pani dalain ke lemu ka khatta pan nikal jaye. Aur phr achi trah nichore lain..
Paneer ko bowl mein dal kar is mein maida mix kar ke hth se 7 se 8 mint maslen..
Ab choti balls bnalain balls mein koi crack na ho warna rus gullay phat jayengay
In ko sheeray mein dal kar dhanp kar 5 minut halik or phir10 mint taiz anch per pakaye
Aur phr 5mint halki anch per pakne dain.
Sheeray se nikal kar thanda kar ke serve karen....