Source : Sab Se Pehly Cream Aur Mayo Ko Ache Se Mix Kar Lain Ab Is Mein Laal Saib Chilke Ke Sath Hi Barik Kaat Kar Mix Kar Lain Phir Uble Howe Mutter Aur Gajja...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Haya Ali
at : September 6, 2026
Step:
Sab se pehly cream aur mayo ko ache se mix kar lain.
Ab is mein laal saib chilke ke sath hi barik kaat kar mix kar lain.
Phir uble Howe mutter aur gajjar shamil kar ke mix karain.
Ab us mein ubli Hoi mecroni aur chicken bhi shamil kar dain aur mix kar lain.
Jab sari chezain mix ho jain to end pe hasb_e_zaiqa chinni, namak aur kali mirch shamil kar ke mix kar lain.aur 30 minutes ke liye thanda kar lain.
Mazedaar Russian salad tayar hai. (NOTE :tamam ajza AK sath mix na karain aur chinni namak last mein shamil karain. Is se ap ke salad mein cream liquid from mein nahi ae gi.)