Ab boil aloo ko mess kraegae aur ab ek kadhai mai thoda oil dalkar ajwan daalegae onion dalkar halka bhoonaegae ab aloo dalkar matr aur sub samagri dalkar bhunae gae.
Ab is misran ko thanda kar laegae.
Ab aatae ki patli patli poori bnakar UnhAe half cut karkae aur samosae ki shape daekar stuffing dalaegae..