Source : Tamaam Ajza Tayar Kar Lain Dry Ingredients Siwae Choti Bari Ilaichi Aur Daar Chinni K Tamatar K Sath Pani Daal Kar Past Bana Lain Ab Payaz Fry Kar ...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Haya Ali
at : May 13, 2026
Step:
Tamaam ajza tayar kar lain.
Dry ingredients siwae choti, Bari ilaichi aur daar chinni k tamatar k sath pani daal kar past bana lain.
Ab payaz fry kar k side pe rakh lain.
Chicken mai choti, Bari ilaichi aur daar chinni daal kar 5 mint bhon kar tamatar ka past daal kar galne taq paka lain.
Ab payaz mai dahi daal kar past bana lain. Aur chicken mai daal kar 5 mint dam per paka lain.