Source : Sab Se Pehly Payaz Ko Fry Karain Ab Is Mai Adrak Sabaz Mirch Aur Namak Daal Kar 1 Minute Bhon Lain Ab Garam Masala Aur Tamatar Daal Kar Bhon Lain ...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Haya Ali
at : May 5, 2026
Step:
Sab se pehly payaz ko fry karain.
Ab is mai Adrak, sabaz mirch aur namak daal kar 1 minute bhon lain.
Ab garam masala aur tamatar daal kar bhon lain.
Ab is mai uble channe aur achar daal kar 2 se 3 minutes k liye bhon lain.
Bhon jain to pani daal dain.
Pani mai Josh aa Jae to chawal daal kar pani khushak hone taq paka lain. Aur phir 2 se 3 minutes dam PAR paka lain.