Lal math ki jadui sabji Bina kisi masale ke

Source : Sabji Banane Ki Samagri Ekatrit Kare Lal Palak Ko Dhokar Mota Mota Kaat Le 2-3 Medium Size Ke Pyaj Ko Nahin Kaat Leek Kadhai Mein 1 Bada Chammach Tel ...

PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings

Sent by

at : March 10, 2026

Step:

  1. Sabji banane ki samagri ekatrit kare. Lal palak ko dhokar Mota Mota kaat le. 2-3 medium size ke pyaj ko nahin kaat le

    Lal math ki jadui sabji Bina kisi masale ke रेसिपी चरण 1 फोटो
  2. Ek Kadhai mein 1 bada chammach tel garam kare... aur usme pyaj dalkar sunahara hone tak bhune. Kuchla hua lehsun, sukhi Hui Lal mirch aur hari mirch Ke tukde bhi Mila de.

    Lal math ki jadui sabji Bina kisi masale ke रेसिपी चरण 2 फोटो
  3. Jab pyaj sunahara ho jaye, tab kata hua Lal palak milaye, 1/2 chammach Namak milaye... Achhe se mix kare aur 5 minute dhankar dheemi aanch par pakaye

    Lal math ki jadui sabji Bina kisi masale ke रेसिपी चरण 3 फोटो Lal math ki jadui sabji Bina kisi masale ke रेसिपी चरण 3 फोटो
  4. Bina masale ki jadui makhmali sabji Bankar taiyar hai. Roti poori paratha ke sath bahut acchi lagti hai Ek Baar jarur try kare, aap isake fan ho jayenge meri tarah.

    Lal math ki jadui sabji Bina kisi masale ke रेसिपी चरण 4 फोटो

Ingredients

  1. 1/2 kg Lal maath (ya Lal palak / red spinach)
  2. 1 bada chammach tel
  3. 4 chammach kuchala hua lehsun
  4. 3-4 hari mirch kati hui
  5. 1-2 Lal sukhi mirch

Related Recipes

Carrot halwa Delhi ki gajar

Carrot halwa Delhi ki gajar

Moong Sprouts Salad

Moong Sprouts Salad

Coconut White Chutney

Coconut White Chutney

Fruit balls in strawberry custard

Fruit balls in strawberry custard

Sama ladoo

Sama ladoo

Moong Matar Khichdi with Gajar Halva

Moong Matar Khichdi with Gajar Halva

Paatal Bhaji

Paatal Bhaji

Spinach Rice/HariyaliRice with Raita

Spinach Rice/HariyaliRice with Raita