Source : Do Plain Paratha Le Ya 2 Chapati Le Ye Dhyan Rakhe Ki Vo Garamho Taki Unhe Bhorne M Aasani Ho Chapati/paratha Ko Dono Hatho Ka Istemal Karte Hue Bhor D...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Mamta Mehta
at : November 24, 2025
Step:
Do plain paratha le ya 2 chapati le. Ye dhyan rakhe ki vo garamho taki unhe bhorne m aasani ho.
Chapati/paratha ko dono hatho ka istemal karte hue bhor de taki unka chura ban sake.
Chapati/paratha ke chure m ghee or namak mila use achhe se mila le.
Fir thode se chure ko hath m le uska ladoo bana le. Isi prakar sari churi ke laddu bana unhe apne bachcho ko de, or khush karein.