Source : Bengan Me Knife Se Ched Kar Ke Lehsun Ghus Dein Gas Ki Anch Per Bengan Ko Bhune Bich Bich Me Palati Rhentamater Ko Bhi Gas Ki Anch Par Bhun Leindono Ko ...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Anita Uttam Patel
at : March 17, 2026
Step:
Bengan me knife se ched kar ke lehsun ghus dein.
Gas ki anch per bengan ko bhune.bich bich me palati rhen
Tamater ko bhi gas ki anch par bhun lein
Dono ko chil lein
Mash kar ke namak aur pyaj,mirch,adrak, haradhniya kaat kar milayein air serve karein