Source : Moong Dal Ko 3/4 Hour Soak Karne Ke Baad Harimirch Lehsun Hradhniya Dal Kar Pees Lein Dal Paste Mein Namak Pyaj Dal Kar Mix Karein Aur Tawe Per Faila...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Anita Uttam Patel
at : November 13, 2026
Step:
Moong dal.ko 3/4 hour soak karne ke baad harimirch, lehsun, hradhniya dal kar pees lein..
Dal paste mein namak pyaj.dal kar mix karein aur tawe per failayen batter.
Dono taraf tel.lagakar sek lein..
Ingredients
1 cup bina chilke wali.moong dal
2 Hari mirch
6/7 lehsun kalia
1/2 pyaaj kta hua
3 tbsp hara dhaniya
Namak
Oil
Related Recipes
Cheese cigarsstarter
Regular salad
Hill station type Kala chana
Gujhiya in rabdi
Mix veg bread pockets
Namkeen sevia
Besan appe
Cheese Bruschetta Italian finger food party appetizer