Source : Matar Harimirch Hara Dhaniya Lehsun Ki Crush Kar Lein Ya Chota Chota Kaat Lein Besan Mein Crush Ki Sabji Namak Haldi Dalen Aur Pani Se Thick Ghol Bana...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Anita Uttam Patel
at : January 16, 2026
Step:
Matar, harimirch hara dhaniya,lehsun ki crush kar lein ya chota chota kaat lein. Besan mein crush ki sabji, namak haldi dalen aur pani se thick ghol banayen.
Twa garam kar ke oil dalen aur besan batter failayen..dhimi anch par dono taraf se sek lein..hradhniya chutney ke sath servr karein..