Naram Naram Garam Garam Haseen Phulka

Source : Sabsay Pehaly Aik Thaal Mein Aata Nikal Lainaab Ous Mein Ghee Add Kar Ke Mix Karain Aab Dood Add Karain Aab Hasbe Zaroorat Pani Add Kar Ke Achay Say M...

PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings

Sent by

at : October 21, 2026

Step:

  1. Sabsay pehaly Aik thaal Mein Aata Nikal lain

    Naram Naram Garam Garam Haseen Phulka recipe step 1 photo
  2. Aab ous Mein Ghee add kar ke mix Karain..

    Naram Naram Garam Garam Haseen Phulka recipe step 2 photo
  3. Aab Dood add Karain

    Naram Naram Garam Garam Haseen Phulka recipe step 3 photo Naram Naram Garam Garam Haseen Phulka recipe step 3 photo Naram Naram Garam Garam Haseen Phulka recipe step 3 photo
  4. Aab hasbe zaroorat Pani add Kar ke Achay say mix Karin..

    Naram Naram Garam Garam Haseen Phulka recipe step 4 photo Naram Naram Garam Garam Haseen Phulka recipe step 4 photo Naram Naram Garam Garam Haseen Phulka recipe step 4 photo
  5. Aab Achay say aata goond lain Aata na ziyada sakht ho or na hi ziyada Naram ho..

  6. Achay say Aaya goond nay ke bad 5 10 minutes fridge Mein Rakh dain ya Bahr hi roomal say dhak Kar Rakh Dian..

  7. Aab goonday hoy Aatay Ka paira Bana lain..

  8. Thora Sa SoOkha Aata Laga Kar Rooti bail Lain...

  9. Aab Garam taway pay Rooti Dal Kar Pakain..

    Naram Naram Garam Garam Haseen Phulka recipe step 9 photo
  10. Aik Taraf Say Thoori Pak jay to palat Kar doosri Taraf say Pakain..

  11. Aab Jo Jaga sakaht ho ous ko roomal say halka halka daba Kar pakin...

  12. Aab Rooti ko aag pay Halka halka saik lain ke ziyada jalay bhi Nahi or Pak Kar phoolnay lagay...

    Naram Naram Garam Garam Haseen Phulka recipe step 12 photo Naram Naram Garam Garam Haseen Phulka recipe step 12 photo Naram Naram Garam Garam Haseen Phulka recipe step 12 photo
  13. Achay say Dono Taraf say Pak jay to plate Mein Nikal Lain

    Naram Naram Garam Garam Haseen Phulka recipe step 13 photo

Ingredients

  1. 3 cup Aata
  2. 1 TBS Ghee
  3. 1 ya half cup Dood
  4. 1 tsp Namak

Related Recipes

Rasam south indian

Rasam south indian

Green Lentil-Onion Fritters Chilkewali Moong Dal Pakodas

Green Lentil-Onion Fritters Chilkewali Moong Dal Pakodas

Lotaru

Lotaru

Lemon sarbet

Lemon sarbet

Mixed vegetable

Mixed vegetable

Chinese idli

Chinese idli

Lauki- Mix Dal Muthiya

Lauki- Mix Dal Muthiya