Crispy Pakoray

Source : Sabsay Pehaly Tamam Sabziyan Dho Kar Cheel Lein Aur Bareek Kaat Lainaik Bowl Mein Sabziyan Masalay Baisain Dal Kar Mix Karainaab Pani Dal Kar Garha Mixt...

PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings

Sent by

at : September 24, 2026

Step:

  1. Sabsay pehaly Tamam Sabziyan Dho Kar cheel lein aur bareek kaat lain

  2. Aik bowl Mein Sabziyan Masalay baisain Dal Kar mix Karain

  3. Aab Pani Dal Kar Garha mixture Tayar Kar lain..

  4. Karahi Mein oil Garam Kar ke Thora Thora mixture Dal Kar Pakoray fry kar lain..

  5. Dono Taraf say Paka Kar golden hojaye To plate Mein Nikal Kar Raita ketchup ke sath Paish Karain..


Ingredients

  1. 1 aloo
  2. 1 Piyaz
  3. 3 Green chilli
  4. Hara Dhaniya
  5. Namak hasb e zaroorat
  6. 1 T Spoon Koti Lal Mirch
  7. 1 t spoon Sookha Dhaniya
  8. 1 t spoon Qasoori Meethi
  9. Anar Dana
  10. Cooking oil for frying
  11. 6 Danay Soonf
  12. half T Spoon Ajwain
  13. 1 cup Baisan
  14. Pani hasb e zaroorat

Related Recipes

Methi thepla

Methi thepla

Masala jeera aloo

Masala jeera aloo

Dal pakode

Dal pakode

Cumin Jeera Bhakhari

Cumin Jeera Bhakhari

Bhel Sev

Bhel Sev

Cinnamon Rolls

Cinnamon Rolls

Mint And Spinach Sev

Mint And Spinach Sev