Source : Sabsay Pehaly Tamam Sabziyan Dho Kar Cheel Lein Aur Bareek Kaat Lainaik Bowl Mein Sabziyan Masalay Baisain Dal Kar Mix Karainaab Pani Dal Kar Garha Mixt...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Gull E Shah
at : September 24, 2026
Step:
Sabsay pehaly Tamam Sabziyan Dho Kar cheel lein aur bareek kaat lain
Aik bowl Mein Sabziyan Masalay baisain Dal Kar mix Karain
Aab Pani Dal Kar Garha mixture Tayar Kar lain..
Karahi Mein oil Garam Kar ke Thora Thora mixture Dal Kar Pakoray fry kar lain..
Dono Taraf say Paka Kar golden hojaye To plate Mein Nikal Kar Raita ketchup ke sath Paish Karain..