Source : Sabsay Pehlay Aik Bartan Mein Piyaz Lehsan Fry Karalainaab Gosht Dal Kar 3 Say 4 Mint Pakain Colour Change Hojay To Tamatar Add Or Masalay Add Kar Ke Pa...
Sent by Gull E Shah
Sabsay pehlay Aik Bartan Mein Piyaz Lehsan fry karalain
Aab Gosht Dal Kar 3 say 4 mint Pakain colour change hojay to Tamatar add or Masalay add Kar ke Pakain..
4 cup pani Dal kar dhak kar dheemi aanch pay Pakain..
Gosht gal jay oil Bahar Aanay lagay to Dahi or biryani Masala add Kar ke Bhoon laon..
Aab Aik pateelay Mein Oublay Hoy Chawal ki teh lagain Phir beef ki phir Chawal ki..
Last Mein oupper hara food colour, lemo ke qatlay, brown ki Piyaz Dal Kar dam day Dain..
After 10 minutes Dam khool Kar Achay say mix Karin or plate Mein Nikal Lain...
Mazeedar Biryani Tayar...