Source : Sabsy Pehly Pan Main Oil Dalky Halka Garam Karain Abb Clove Aur Black Pepper Whole Daalain Abb Green Chillies Aur Capsicums Bhi Daal Dain Aur Thora Cook...
Sent by Sadia Asif
Sabsy pehly pan main oil dalky halka garam karain abb clove aur black pepper whole daalain.
Abb green chillies aur capsicums bhi daal dain aur thora cook karain 5 sec
Abb chicken masala powder dalain aur mix karain abb soya sauce aur chilli sauce bhi dal dain aur achi terha mix karain abb salt dalain abb is soaked rice daal ky mix karain aur 2 cup water dalky ky cook karain.
Jab pani sookh Jaye Tu rice ko dum dain saath hi zeera powder aur food colour daal ky dum dain
Abb chicken pops (chicken pops ki recipe main ny di hoi hai)upper sy Rakh dain aur green onions sy garnish karain abb serve karain.