Source : Beef Ki Choti Choti Botiyan Banwa Leinyoghurt Main Sare Ingredient Mix Krein Aur Botiyun Par Laga Dein 8 Hour Ke Liye Fridge Main Rakh Dein8 Hour Ke Baa...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Afshan Tabassum
at : August 1, 2026
Step:
Beef ki choti choti botiyan banwa lein
Yoghurt main sare ingredient mix krein aur botiyun par laga dein 8 hour ke liye fridge main rakh dein
8 hour ke baad boti ko stick par pro kar rakh lein
Aub pan garam krein us par 2 tbsp oil dalein aur botiyan rakh dein medium flem par 5 min ek side rakhein phir side change kar ke 5 min pakain
Dono side sekh jaye tu cover kar ke flame slow kar dein 5 min ke liye cover krne sy sare Joice's nikal aein gy aur saucey ho jaye ga 5 min baad flem tez kar ke dry kar lein aur flem off kar dein aur smoke de dein