Khaati Meethi Aam Ki Cutni

Source : Mango Ko Peel Karey Or Apni Marzi Ki Shape Se Mango Kaat Lainphir Aik Pan Main Oil Add Karein Is Main Mastered Seedcumin Seed Black Seed Or Hing Add Kar...

PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings

Sent by

at : July 2, 2026

Step:

  1. Mango ko peel karey or apni marzi ki shape se mango kaat lain

  2. Phir aik pan main oil add karein is main mastered seed

  3. Cumin seed black seed or hing add karein

  4. Phir isko aik minute ke liay Satie karey

  5. Phir is main mango ke piece add karein

  6. Jub halki ki soft ho jaein tu is main red kasmeri chilli add karein low flame per is ko mix karein

  7. Phir aik cup water add karein phir salt add karein mix karein

  8. Phir is ko 2 se 3 mint dhak kar rakh dain medium flame per

  9. 2 se 3 minute ke baad ye soft ho jaein gi tub hum jaggery add karein

  10. Is ko medium high flame per 2 se 3 minute per pakka lain

  11. Phir last main is main thora water rehnay day ku ke thandi honay ke baad ye thick ho jati hain

  12. Phir last main is main black salt or chaat masala add kar dain

  13. Phir is ko aap fridge main rakh dain

    Khaati Meethi Aam Ki Cutni recipe step 13 photo Khaati Meethi Aam Ki Cutni recipe step 13 photo

Ingredients

  1. 2 raw mango (500gram)
  2. 2 tbsp oil
  3. 1/2 tsp masterd seed
  4. 1/2 tsp cumin seed
  5. 1/2 tsp Black seed
  6. 1/2 tsp Red chilli powder
  7. 1 cup water
  8. 1 cup Jaggery
  9. 1/2 tsp chat masala
  10. 1/2 tsp black salt

Related Recipes

Cranberry juice

Cranberry juice

Raffaello Tiramisu cake

Raffaello Tiramisu cake

Mango chilli sauce

Mango chilli sauce

Chocolate milkshake

Chocolate milkshake

Melody white chocolate Rose flower

Melody white chocolate Rose flower

Khaati Meethi Aam Ki Cutni

Khaati Meethi Aam Ki Cutni

Kiwi sauce

Kiwi sauce

Khati daal

Khati daal