Lasooray Ka Achar

Source : Sabsay Pehlay Lasooray Dhoo Kar Oubal Lain Ziyada Nahi Oubalnaaab Ouski Tehniyan Allag Karalainphir Aik Bartan Mein Lasooray Masalay Dal Kar Achay Say M...

PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings

Sent by

at : June 18, 2026

Step:

  1. Sabsay pehlay Lasooray Dhoo Kar oubal Lain Ziyada Nahi oubalna

  2. Aab ouski tehniyan Allag karalain

  3. Phir aik bartan Mein Lasooray Masalay Dal Kar Achay Say mix Karain..

  4. Aab Jiss Bartan Mein Achar save Karna ho ouss Mein Massla lagay Lasooray Dal Kar Lain

  5. Oupper Oil Dal Kar mix kartay jain..

  6. Aab Achay say band Kar ke jar ko Dhoop Mein Rakh Dain..

  7. 1, 2 haftay ke Baad check karlain

  8. Mazeedar Achar Tayar Hain.


Ingredients

  1. 1 kg Lasooray
  2. 1 ltr Oil
  3. LAL Mirch powder
  4. Namak
  5. Haldi
  6. Soonf
  7. Kalwanji
  8. Methi Dana
  9. SoOkha Dhaniya

Related Recipes

Minty lemon sharbat

Minty lemon sharbat

Palito

Palito

Kesar oreo milkshake

Kesar oreo milkshake

Aam panna 2 ways

Aam panna 2 ways

Eggless Orange Muffins

Eggless Orange Muffins

SujiSemolina-Poha Veggie Appam

SujiSemolina-Poha Veggie Appam

Colourful Dessert

Colourful Dessert