Source : Mutton Ko Salt Add Kar Kay Boil Kar Lain Half Say Zeada Cook Ho Jaey To Aag Bund Kar Dain Aur Chaan Lain Yukhni Zaya Nae Krni Onion Ko Oil Main Brown ...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Umbreen Musa
at : June 12, 2026
Step:
Mutton ko salt add kar kay boil kar lain. Half say zeada cook ho jaey to aag bund kar dain aur chaan lain. Yukhni zaya nae krni.
Onion ko oil main brown kar kay nikal lain.
Oil main boiled mutton add kar dain. Ab onion, dahi aur qorma masala ko blend kar lain. Aur mutton main add kar kay bhoon lain.
Mutton jub oil dikhanay lagay to yukhni daal dain aur agar mazeed pani ki zrurat ho to wo daal kar boil aanay dain. 20 minutes medium flame pay puknay dain.