Sarson ka Saag and Makki ki Roti Lassi Podina Chutney and Makkan
Source : Sub Sy Pehly Saag Ko Achay Sy Wash Kar Lein Aur Kat Lein Pan Main 5 Glass Pani Dal Ka Pankny Rakhy Palak Aur Bathu Ko Wash Kar Lein Aur Kat Lein 15 Minu...
PreTime
more Minutes
CookTime
a few Minutes
Yield
Some Servings
Sent by Bushra Mazhar
at : June 7, 2026
Step:
Sub sy pehly saag ko achay sy wash kar lein aur Kat lein.
Pan main 5 glass Pani Dal ka pankny rakhy.
Palak aur bathu ko wash kar lein aur Kat lein,15 minutes ky baadh saag main Dal dein aur 1 hour ky liya pakany rakh dein low heat py.
Saag soft ho Jaye aur Pani dry ho Jaye tu saag main aata Dal ky achay sy ghot (grind Kar lein) lein.
Pan main makhan ko garam Kary aur green chilli and ginger Dal ka fry kar lein aur saag main mix kar lein.
Makki ka aata lein aur salt Dal ky neem Garam Pani sy gundh lein. issko plain aata ki Tara nahi gundhnaa haath ki hathalii (plam) sy gundhnaa hy.
Ye roti moti banti Hy aur haath sy halka press Kar ky gol roti bana lein aur low heat py paka lein.
Yogurt min salt aur cold water Dal ky blender main blend Kar lein.
Delicious lassi ready Hy.
Blender main Chutney ky ingredients Dal ka blend Kar lein.
Sarson ka Saag aur Makki ki Roti,Homemade makhan,lassi, podina Chutney sy saath serve Kary.
Ingredients
1 kg sarson ka Saag
1/2 kg palak
1/2 bunch bathu
to taste Salt
3 tbsp aata
Tarka
4 tbsp green chilli paste
1 tbsp Ginger paste
4 tbsp makhan
Makki ki Roti
2 cup Makki ki aata
Pinch salt
Salty Lassi
250 garam yogurt
to taste Salt
Cold water
If you want meethi lassi you can add sugar no salt. Podina Cha